Genius ka Matlab Kya Hota Hai?

Genius ka matlab or iska jumlon mein istemal sekhein

Matlab: انتہائی ذہین، سمجھدار، دانش مند، عقلمند، دانا
Roman: Intahai zaheen, samjhdar, danishmand, aqalmand, dana'a
Talafuz: Jeenias

Genius ka matlab hai intahai zaheen, samjhdar, danish man, aqalmand, dana, bohat zyada aqal wala. Ye lafaz aam tor per students ke liye istemal kia jata hai lekin genius koi bi ho sakta hai jese genius businessman, genius player, ya koi bi shakhas jo apne kaam mein bohat acha or mahir ho.

Genius Lafz ka Jumlon Mein Istemal

  • 1. He has solved this question in just five minutes he is a true genius?.
  • 2. If you want that people call you a genius person then you have to study really hard and get good grades
  • 3. Intelligence and common sense are the two important qualities of a genius person.

  • Share


    Genius Matlab Safha

    Is page per aap janein ge ke lafaz genius ka kya matlab hota hai or is ko roz mara guftagu mein kese istemal kia jata hai. Is maqsad ke liye lafaz ke matlab ke lehaz se chand jumlon mein is ka istemal bataya gya hai. Apni vocabulary ko mazeed behtar krne ke liye aap khud se bi is lafaz ko istemal kr ke jumle bnaein. Is ka aap ko ye faida ho ga ke ye lafaz genius ka matlab aap ko achi tra samjh aa jae ga or aap isko asani se apni guftagu ka hisa bna sakein ge. Is ke ilawa mazeed Alfaz ka Matlab janein ke liye is website se faida uthaein.